:phool:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala
Collapse
This topic is closed.
X
X
-
Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala
Boht achaa silsala shurow kia hy Aabi ..I hope k yah ham sab k liya helpfull ho ga..Life is more strict than a teacher
A teacher teaches a lesson
and takes an exam.
But life takes an exam
and then teaches a lesson
Comment
-
Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala
Assalamu AlaikUm aabi
jazak Allah..achha silsila hai..mai koshish karon gi participate karnay ki...
Question no 1...TOuhed Kia hai??
Ans...Touheed aik Arabic Lafz hai which is derived from Ahad...meaning single,akayla ,Aik,The one and Only..Chunan_cha Touheed ka matlab hota hai Aik Allah K honay Par Yaqeen Rakhna.....monotheism.....Aam ya sada Ilfaz Mai ye k Muslims ye aqeeda Rakhtay Hai k Allah Aik hai jis nay is Kainaat ko,Zameen ,Asman ko,aor in mai Basnay wali sari Makhloqat Ko payda kiya hai...US ka koi Shareek Nahi IS Ko Tauheed Kahtay Hain....Jasa K Kisi b mUsalman k liye sab say pahlay LA ILAHA ILLAL LA HU ...Parna aor dil say yaqen rakhna pahli shart hai...
.................................................. .................................................. ........
Question no 3..Shirk ki Taref aor aqsaam bayan Karain..
Ans...Shirk bhi Aik arabic Lafz hai jo k TAuheed ka Ult hai.ye shrk say nikla haijis ka aam matlab kisi k sath koi cheez share karna hota hai...is Mai monotheism nahi polytheism ka aqeeda hota hai..yani Allah ki siffat Mai kisi ko us ka barabar ka shareek Tahrana....
Shirk ki 2 aqsam hain
aik bara ya major shirk ..Shirk al Akbar
aor doosra
Minor shirk...shirk Al Asghar
Shirk Al Akbar ka matlab hai k
Allah Talla Ki Rabobiyat Mai kisi ko sharek karna ya Allah pak ko Lord of the world na mana....
Yani ye aqeeda rakhna K Allah pak akaylay IS kainat k bananay walay nahi hain koi in k equal ya unequal power majoud hai aor is zaman mai mukhtalif logo,sofiyon aor saints ko Allah ka sharek samjna.
ya ye aqeeda rakhna k Allah jasi Majoud aor Hamysha Rahnay wali hasti ka koi wajoud sirray say hai hi nahi..ye kainaat aik hadsay k nateejay mai ban gai thi..is ka koi maqsad nahi hai.ye aqeeda aam tour par philosphers ka hota hai jo Dahriye hotay hain.
Allah pak k ibadat mai kisi aor ko shareek karna
is mai 2 catagories hain aik wo jo sirf buton, ki pooja kartay hain aor dosray wo hain jo bazahir muslims hain magar un k dilon mai god aor godess ki Ahmiyat bohot ziada hai wo Un say Dua mangtay hain.Bazahir Islam ka parchar kartay hain.
Allah Tala k Sifati Nammon ko doosron say mansob karna
Yani Jasay puranay zamany mai Arab Buton ki poaj kartay thay tu un ko Al-Laat,Al.Mannat Ka naam diya tha jo k Allah pak k Sifati naam hain...
ya Allah Tala ko mukhtalif insano aor animals ka naam aor sifat sat mansob kiya jata hai Unki shaklain banai jati hain aor Unki ibadat ki jati hai.
Minor shirk...
Yani koi ibadat is niyyat say karna k log usay daikhain aor Tareef karain..Asi Niyyat agar rakhk ar naik kaam kiya jaye tu baray say bara naik amal b zaiya ho jata hai
ALlah pak is mai agar koi mujh say galti ho gai hai tu Muaf karain.Ameen
Aabi:rose 2nd question ka answer next episode mai ....if the rules of ur post allow...i have to leave nowHamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~
Comment
-
Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala
Originally posted by Say_laniAssalamu AlaikUm aabi

Aabi2nd question ka answer next episode mai ....if the rules of ur post allow...i have to leave nowساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala
Originally posted by TheMask:)ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala
Originally posted by Say_lanihere me again with second answer of the contestساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala
Originally posted by Khalil
ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment